Tuesday, June 06, 2006

Some lines liked..


Kaun kehta hai maut ka jashna barbaad hai
Aj unki ruh jism se 'azad' hai


Zakhmon ko yun ched kar ghaav fir bhar payenge kya
kar ke apna qatl hum insaan fir kehlayenge kya
Ruh rahe 'azad' meri ibadat ye ho qabool
jo na hui qabool khuda fir pachtayenge kya

3 comments:

blogger said...

Main Azad Hoon.
Mujhse Milenge.

Nagesh Pai said...

zindagi yoon jeelo
ke maut aate aate sharma jaaye

Jab raho prem ke bandhan main
To fir azaadi saza-e-kalapaani ban jaye
Zindagi ke dagmagaahat se dar na jao door
Ghaavon ko sehkar ek din khilenge sunehre phool

Jiyo shaan se jee bhar ke
Tab jaakar maut salaami dekar aayegi

paamar said...

Hi..
I found a comment by you on a post on my blog.. Could nt locate your email id here, so writing a comment. Actually happened to read your comment today (so late), due to some problem in my blog :(

In the comment, you had asked about linking to my blog, which is more than fine with me ! I can be reached at paamar at gmail dot com.